Thursday, January 29, 2009

Saathi!!!!!!!!!!!!!!!!!!!


Mujhe mujhse mila gaya koi.................

Dil Ke soye taaron ko jaga gaya koi....

mujhe mujhse mila gaya koi ...

fir ek baar tammana hai jagi,

fir ek baar mehfil hai saji,

yadon ko gulzar bana gaya koi...

dil ki har dhadkan ko badha gaya koi

soye armaano ko aayina dikha gaya koi...

kuch is tarah ek baar fir mujhe mujhse mila gaya koi...

1 comment:

Raj said...

Nice to see some hope & happiness in your words..keep it up! Yu ki Ye KOI hai kaun???